Aap office se ghar laut rahe the. Raaste mein aap ne ek ladki ko lift diya. Gaadi mein ladki ki tabiyat kharab ho gayeee. Aap ko tension ho gayi.
Aap ladki ko hospital le gaye. Doctor ne kaha ladki pregnant hai. Aapko aur tension.
Jab ladki se puchha, to usne aapko bache ka baap bataya. Tension pe tension.
Ab kya hoga. aap ne socha, Police agayi. Tension se saar phata ja raha tha. Doctor ne test kiya, Bola aap baap banne ke layak nahin ho. Tension halka hua. Socha chalo bach gaye thane ke chakkar se.
Ghar wapas aye. Aap ke Bache PAPA PAPA kehte hue aap ke paas aye. Achanak aapne Socha...
YE BACHE KISKE HAIN? LO HO GAYI PHIR SE TENSION






Reply With Quote
.............


chahiye thoda pyaar, thoda pyaar chahiye...

Bookmarks